Yun Hua Lyrics Haseena Maan Jaayegi - Alka Yagnik, Sonu Nigam
Yun Hua Lyrics Haseena Maan Jaayegi - Alka Yagnik, Sonu Nigam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yun hua ke hame tum mile Yun hua ke hame kuch hua Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya
Yun hua ke hame tum dikhe Yun hua ke hame kuch hua Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yun hua ke hame tum mile
Yun hua ek din rah me Yun hua yunhi takra gaye Yun hua hamko aayi hasi Yun hua tum bhi sharma gaye Yun hua ke nigahe mili Yun hua dil dhadkane laga Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yun hua ke hame tum mile
Yun hua tum chale to gaye Yun hua ham wahi rah gaye Yun hua tumne kuch na kaha Yun hua fir bhi sab kah gaye Yun hua yad aane lage Yun hua nind udne lagi Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yun hua ke hame tum dikhe
Yun hua bekarari badhi Yun hua ham dobara mile Yun hua hum karib aa gaye Yun hua chal pade silsile Yun hua ke shama ab naya Yun hua ke najar jhuk gayi Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya.