Yeh Kiska Lahu Hai Lyrics Dharmputra - Mahendra Kapoor
Yeh Kiska Lahu Hai Lyrics Dharmputra - Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dharmputra
Singers: Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Datta Naik
Music Director: Datta Naik
Music Label: Moserbaer Music
Starring: Mala Sinha, Shashi Kapoor, Rehman
Release on: 27th December, 1961
lyrics
Yeh kiska lahu hai kaun mara Yeh kiska lahu hai kaun mara Ai rahabar mulko kaum bata Yeh kiska lahu hai kaun mara Yeh kiska lahu hai kaun mara Yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh jalate huye ghar kiske hai Yeh katate huye tan kiske hain Taksim ke andhe tufan me Lutate huye gulshan kiske hain Bad bakt kijaye kiski hain Barabad nasheman kiske hain Kuchh ham bhi sune hamako bhi sun Ai rahbar mulko kaum bata Yeh kiska lahu hai kaun mara
Kis kam ke hain yeh din dharam Jo sharm kaa daman chak kare Kis tarah ke hain yeh desh bhagat Jo baste gharo ko kak kare Yeh ruhe kaisi ruhe hain Jo dharati ko napak kare Ai rahbar mulko kaum bata Yeh kiska lahu hai kaun mara Yeh kiska lahu hai kaun mara
Jis ram ke nam peh kun bahe Us ram ki ijjat kya hogi Jis din ke hatho laj lute us Din ki kimat kya hogi Insan ki iss jillat se pare Shaitan ki jillat kya hogi Yeh ved hata kuran utha Yeh ved hata kuran utha Ai rahbar mulko kaum bata Yeh kiska lahu hai kaun mara Yeh kiska lahu hai kaun mara.