Yahan Main Ajnabi Hoon Lyrics Jab Jab Phool Khile - Mohammed Rafi
Yahan Main Ajnabi Hoon Lyrics Jab Jab Phool Khile - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kabhi pahele dekha nahi ye samaa Ye main bhul se aa gaya hun kaha Yaha main ajanabi hun Yaha main ajanabi hun Main jo hun bas wahi hun Main jo hun bas wahi hun Yaha main ajanabi hun Yaha main ajanabi hun
Kaha shaam-o-sahar yae Kaha din-raat mere Bahut rusavaa hue hain Yaha jazbaat mere Nai tahazi hai b ye Nayaa hai ye zamana Magar main aadami hun Wahi sadiyon purana Main kyaa jaanun ye Baaten zara insaaf karna Meri gustaakiyon ko Kudaaraa maaf karna Yaha main ajanabi hun Yaha main ajanabi hun
Teri baanhon mein dekhun Sanam gairon ki baanhen Main laaungaa kaha se Bhalaa aisi nigaahen Ye koi raqs hoga Koi dastur hoga Mujhe dastur aisaa Kaha manzur hoga Bhalaa kaise ye mera Lahu ho jaae paani Main kaise bhul jaaun Main hun hindustaani Yaha main ajanabi hun Yaha main ajanabi hun
Mujhe bhi hai shikaayat Tujhe bhi to gilaa hai Yahi shiqave hamaari Mohabbat kaa silaa hain Kabhi magarib se mashariq Milaa hai jo milegaa Jahaan kaa phul hai jo Wahin pe wo khilega Tere unche mahal mein Nahin mera guzaaraa Mujhe yaad aa rahaa hai Wo chhotaa saa shikara
Yaha main ajanabi hun Yaha main ajanabi hun Main jo hun bas wahi hun Main jo hun bas wahi hun Yaha main ajanabi hun Yaha main ajanabi hun.