Tumhari Akal Ko Salaam Lyrics Duty - Kanchan, Kirti Kumar
Tumhari Akal Ko Salaam Lyrics Duty - Kanchan, Kirti Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Karna padega tumhari akal ko salam Karna padega tumhari akal ko salam Apne sath tum to duba dogi mera naam Karna padega tumhari akal ko salam
Waise to main tumse karta hoon pyar Aata hain dil mein khayal kai bar Waise to main tumse karta hoon pyar Aata hai dil mein khayal kai bar Kahi na kar do tum meri zindagi haira Kahi na kar do tum meri zindagi haira Karna padega tumhari akal ko salam
Tumse kuch kahna bhi hain gunah Ab na dekhna tum kabhi meri raah Tumse kuch kahna bhi hain gunah Ab na dekhna tum kabhi meri raah Hotho pe bhi maine laga liya jaam Hotho pe bhi maine laga liya jaam Karna padega tumhari akal ko salam
Maine kiya maza vo bhi adhura Sach usko man ke tu dar gayi Maine kiya maza vo bhi adhura Sach usko man ke tu dar gayi Aaj se ban gaya main Tumhara gulam kya samjhi Aaj se ban gaya main tumhara gulam Karna padega tumhari akal ko salam Apne sath tum to duba dogi mera naam.