Tum Bin (Title) Lyrics Tum Bin... Love Will Find A Way - Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)
Tum Bin (Title) Lyrics Tum Bin... Love Will Find A Way - Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Tum bin kya hai Jeena kya hai jeena Tum bin kya hai jeena Tum bin jiya jaaye kaise Kaise jiya jaaye tum bin Sadiyon si lambi hai raaten Sadiyon se lambe huye din Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai
Phir shaame tanhaye jaagi Phir yaad tum aa rahe ho Phir jaan nikal ne lagi hai Phir mujhko tadpa rahe ho Phir mujhko tadpa rahe ho Is dil mein yaadon ke mele hai Tum bin bahut hum akele hai Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai
Kya kya na soocha tha maine Kya kya na sapne sajaye Kya kya na chaaha tha dil ne Kya kya na armaan jagaaye Kya kya na armaan jagaaye Is dil se toofan guzarte hai Tum bin to jeete na marte hai Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai
Tum bin jiya jaaye kaise Kaise jiya jaaye tum bin Sadiyon si lambi hai Raaten sadiyon se Lambe huve din Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai.