Taaron Ko Mohabbat Amber Se Lyrics Shaadi Karke Phas Gaya Yaar - Alka Yagnik, Udit Narayan
Taaron Ko Mohabbat Amber Se Lyrics Shaadi Karke Phas Gaya Yaar - Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Shaadi Karke Phas Gaya Yaar
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists: Jalees Sherwani
Music Composer: Daboo Malik
Music Director: Daboo Malik
Music Label: Tips Music
Starring: Salman Khan, Shilpa Shetty
Release on: 4th August, 2006
lyrics
Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Humein aise mohabbat hain tum se Ab tum bhi kaho na kuch hum se
Sawan ko mohabbal badal se Aankhon ko mohabbat kajal se Peron ko mohabbat payal se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se
Koi nahi tha jiske liye hum Jaan apni dete, duniya lutaate Koi nahi tha nazron main apni Jisko sanam, apna banate
Sapnon ko mohabbat aankhon se Aankhon ko mohabbat raaton se Raaton ko mohabbat yaadon se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se
Sab kuch tha lekin saajan nahi tha Baadal hi dekhe saavan nahi tha Hum se shikayat karta tha yeh dil Surat mili thi darpan nahi tha
Haathon ko mohabbat kangan se Nathni ko mohabbat dulhan se Sanson ko mohabbat dhadkan se Hai aisi mohabbat saajan se Hai aisi mohabbat saajan se
Sawan ko mohabbal badal se Aankhon ko mohabbat kajal se Peron ko mohabbat payal se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se
Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se.