Shaadi Karne Se Lyrics Chakravyuha - Asha Bhosle, Kishore Kumar
Shaadi Karne Se Lyrics Chakravyuha - Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Are shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Kam ho jaata hai Shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi Pyaar ka mazaa aataa hai Hey shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Shaadi karne ke baad hi Pyaar ka mazaa aataa hai Kam nahin hotaa Pyaar aur badh jaata hai Are shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai
Wo baatein nahin hoti Wo raatein nahin hoti Chhup chhupke chori se Mulaakaatein nahin hoti Wo baatein nahin hoti Wo raatein nahin hoti Chhup chhupke chori se Mulaakaatein nahin hoti Main tumhaari baaton mein Naa aaoongi Ho o o dekho roothke Ghar waapas chali jaaoongi Aisi baaton se mera dil Ghabraataa hai Are shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Kam nahin hotaa Pyaar aur badh jaata hai
Na kangan na angoothi Ye preet tumhaari jhoothi Aisi laagi kisney dekhi Kab laagi kab tooti Naa kangan naa angoothi Ye preet tumhaari jhoothi Aisi laagi kisney dekhi Kab laagi kab tooti Lo baahon ke haar tujhe Pehnaata hoon Ho o o o Teri zulfon mein Ye phool lagaata hoon Baad mein peechhe Kaun phir Ye naaz uthaata hai Shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Kam nahin hotaa Pyaar aur badh jaata hai
Ham dono jeevansaathi Main deepak aur tu baati Jaldi kyaa hai jab chaahein Aa jaayenge baaraati Ham dono jeevansaathi Main deepak aur tu baati Jaldi kya hai jab chaahein Aa jaayenge baaraati Tere nainon ke jhoole mein Jhool gayee, ho o o o Kuchh bhi yaad nahin Main sab kuchh bhool gayee Tera mera janam janam Ka nata hai
Are shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Shaadi karne ke baad hi Pyaar ka mazaa aataa hai Hey shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Kam nahin hotaa Pyaar aur badh jaata hai
Wo baatein nahin hoti Wo raatein nahin hoti Chup chupke chori se Mulaakaatein nahin hoti Wo baatein nahin hoti Wo raatein nahin hoti Chhup chhupke chori se Mulaakaatein nahin hoti Main tumhaari baaton mein Naa aaoongi Ho o o dekho roothke Ghar waapas chali jaaoongi Aisi baaton se mera dil Ghabrata hai Are shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Kam ho jaataa hai Shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi Pyaar ka mazaa aataa hai Hey shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai Shaadi karne ke baad hi Pyaar ka mazaa aataa hai Kam nahin hotaa Pyaar aur badh jaata hai Are shaadi karne se Pyaar kam ho jaataa hai.