Rock You Baby Lyrics Tum Hi To Ho... - Arun Bakshi, June Banerjee
Rock You Baby Lyrics Tum Hi To Ho... - Arun Bakshi, June Banerjee
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Tum Hi To Ho...
Singers: Arun Bakshi, June Banerjee
Song Lyricists: Ravi Chopra
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Rock you baby move your body Feel the rythem everybody Rock you baby move your body Feel the rythem everybody
It’s a mad mad mad mad world It’s a mad mad mad mad world It’s a mad mad mad mad world It’s a mad mad mad mad world
Besur betaal yeh gaana hai Besur betaal yeh gaana hai Bas avein shor machaana hai Rona hai andhe ke aage Behre ko gaana sunana hai Yeh duniya paagal Yeh duniya paagal khaana hai Har banda yaha sayaana hai Yeh duniya paagal khaana hai Har banda yaha sayaana hai
Samajh samajh ke Samajh ko samjho Samajh samajhna Bhi ek samajh hai Samajh samajh ke Jo na samjhe Meri samajh mein Woh naasamajh hai
Life ka fanda hai ab ke Maal hai to taal hai Poochta hai kaun us ko Saala jo kangaal hai Bin money ke zindagaani Jaan ka janjaal hai Ho money to kaun Pooche umr kitne saal hai Mad mad mad mad world It’s a mad mad mad mad world Yaaron ne gasht manaana hai Yaaron ne gasht manaana hai Phokat ka maal uraana hai Behkon ko ab behkaana hai Choro kyu panga paana hai Yeh duniya paagal Yeh duniya paagal khaana hai Har banda yaha sayaana hai Yeh duniya paagal khaana hai Har banda yaha sayaana hai
Sab ki mutthi mein muqaddar Sab sikandar hai yaha Tishnagi ki baat mat kar Sab samandar hain yaha Mastiyaa sab pe hain taari Sab qalandar hai yaha Kam nahi koi kisi se sab Dhulandar hain yaha Mad mad mad mad world It’s a mad mad mad mad world
Maanega na koi maana hai Maanega na koi maana hai Sab ka andaaz puraana hai Sach se parda sarkaana hai Ek raaz naya batlaana hai Yeh duniya paagal Yeh duniya paagal khaana hai Har bandah yaha seyaana hai Yeh duniya paagal khaana hai Har bandah yaha sayaana hai
Mad mad mad mad world It’s a mad mad Mad mad world It’s a mad mad Mad mad world Yeh duniya paagal Khaana hai ji nigore.