Piya Lyrics Dus - Sujata Bhattacharya
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Dil ne tujhko jo pa liya Sama liya chhupa liya piya Jisase shikva gila kiya Usko dil me basa liya Hay maine yeh kya kiya piya Jisase shikva gila kiya Usko dil me basa liya Hay maine yeh kya kiya piya
Hasna mujhko sikha diya Hasa diya rula diya piya Hasna mujhko sikha diya Hasa diya rula diya piya Iss kalee ko khila diya Mujhko mujhse mila diya Hay tune yeh kya kiya piya Iss kalee ko khila diya Mujhko mujhse mila diya Hay tune yeh kya kiya piya
Abb toh sapna chura liya Saja liya jata liya piya Rog kaisa laga liya Dil mein dard jaga liya Hay hamney yeh kya kiya piya Fasalo ko ghata liya Duriyo ko mita liya Hay maine yeh kya kiya piya.