Naseeb Hoga Mera Meharbaan Lyrics Chalis Din - Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Naseeb hoga mera Meharbaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi Milega us ke kadam ka Nishaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi Naseeb hoga mera Meharbaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi
Rahaa jo chhup ke jawaan Dil mein aarzoo ki tarah Rahaa jo chhup ke jawaan Dil mein aarzoo ki tarah Chalaa gayaa jo Gareebon ki aabroo ki tarah Ho chalaa gayaa jo Gareebon ki aabroo ki tarah Nazar to aayegaa wo Mehmaan kabhi na kabhi Naseeb hoga mera Meharbaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi Milega us ke kadam ka Nishaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi
Har ik sitam ka wafaaye Jawaab maangengi Har ik sitam ka wafaaye Jawaab maangengi Har ek boond ka aankhen Hisaab maangengi Ho har ek boond ka Aankhen hisaab maangengi Lahoo pukaarega ban ke Zabaan kabhi na kabhi Naseeb hoga mera Meharbaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi Milega us ke kadam ka Nishaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi
Luti luti si tamannaa Jo haath utthaayegi Luti luti si tamannaa Jo haath utthaayegi Chamakte chaand Sitaaron ko tod laayegi Ho chamakte chaand Sitaaron ko tod laayegi Galey milenge zameen Aasmaan kabhi na kabhi Naseeb hoga mera Meharbaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi Milega us ke kadam ka Nishaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi Naseeb hoga mera Meharbaan kabhi na kabhi Haaye kabhi na kabhi.