Mujhko To Qatil Ki Lyrics Uljhan - Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Sudesh Kumar
Mujhko To Qatil Ki Lyrics Uljhan - Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Sudesh Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Uljhan
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Sudesh Kumar
Song Lyricists: M. G. Hashmat
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Mujhko to katil ki itni pahchan hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Mujhko to katil ki itni pahchan hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai Najre jhuka ke kaise bane anjan hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Aise mahfil se uth ke na jao Aise mahfil se uth ke na jao Pas baitho jara muskurao Aaj khushiyo ki mahgil saji hai Kal hua hai jo use bhul jao Are bhai kal ki kya bat hai Husn ki bat hai ye ishk ka raz hai ye Julf thi mahki mahki najar thi bahki bahki
Bahut bezar tha dil Shola tha aag tha dil Koi agosh me tha pagar khamosh tha dil Fiza khamoshiyo ki dawa behoshiyo ki Kiya kati thi pagal laga tha dil se katil Laga tha dil se katil
Chehre se parda hatake rahunga Chehre se parda hatake rahunga Hua katal kaise bata ke rahunga Bata ke rahunga Jan lene wale ki muskil me jan hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai
Aise ilzam yu na lagao Aise ilzam yu na lagao Bhed khul jayega baz aao Aaj khushyio ki mahfil saji hai Kal hua jo use bhul jao Wo ghadi yad karo chup ke milte the kabhi Aankh ka milna tauba na kabhi aankh lage Dino se lambi rate wo khud se khud ki bate Wo kya majburiya thi wo kya duriya thi Dilo ja hare hare firte the mare mare
Kahi dum ghut na jaye tamnna lut na jaye Tamnna lut na jaye Isiliye hamne sahara diya tha Kashti dil ko kinara diya tha Isiliye husn ko itna gurur hai Isiliye husn ko itna gurur hai Andhi jawani ka aanhko me surur hai Aanhko me surur hai
Dekho kaise ban than ke baithe janab hai Ek nahi inko to sat khun maf hai Ek nahi inko to sat khun maf hai Kaji or kanha bhi in par meharban hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai Bhola bhala chehra hai dil beiman hai.