Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari Lyrics Haan Maine Bhi Pyaar Kiya - Udit Narayan
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari Lyrics Haan Maine Bhi Pyaar Kiya - Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Tere maathe ki bindiya chamakti rahen Tere haathon ki mehndhi mehekthi rahen Tere jode ki ronak salamat rahen Teri chudi hamesha khanakti rahen Mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak Mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari Sada khush rahon tum dua hai hamari Tumhaare kadam chume yeh duniya saari Tumhaare kadam chume yeh duniya saari Sada khush rahon tum dua hai hamari Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari Sada khush rahon tum dua hai hamari
Tumhare liye hain baharon ke mausam Na aaye kabhi zindagi mein koyi gham Hamara hai kya yaar hum hai deewane Hamari tadap to koyi bhi na jaane Mile na tumhe ishq mein bekarari Mile na tumhe ishq mein bekarari Sada khush rahon tum dua hai hamari Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari Sada khush rahon tum dua hai hamari
Ke janmon ke rishte nahin tode jaate Safar mein nahin humsafar chhode jaate Na rasmo-rivaajo ko tum bhool jaana Jo li hai kasam to isse nibhaana Ke humne to tanha umar hai guzari Ke humne to tanha umar hai guzari Sada khush rahon tum dua hai hamari Tumhaare kadam chume yeh duniya saari Tumhaare kadam chume yeh duniya saari Sada khush rahon tum dua hai hamari Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari Sada khush rahon tum dua hai hamari Jaan…maine bhi pyaar kiya hai Haan…maine bhi pyaar kiya hai Haan…maine bhi pyaar kiya hai Mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak.