Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana Lyrics Milan - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana Lyrics Milan - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Mubaarak ho sab ko sama ye suhana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana Mubaarak ho sab ko sama ye suhana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana
Hazaaro tarah ke ye hote hai aansu Hazaaro tarah ke ye hote hai aansu Agar dil me gham ho to rote hai aansu Khushi me bhi aankhe bhigote hai aansu Inhe jaan sakta nahi ye zamana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana
Ye shahanaaiyaan de rahi hai duhaai Ye shahanaaiyaan de rahi hai duhaai Koi chiz apani hui hai paraai Kisi se milan hai Kisi se milan hai kisi se judaai Nae rishto ne todaa nata purana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana
Ye bole samay ki nadi ka bahaav Ye bole samay ki nadi ka bahaav Ye babul ki galiya ye maazi ki naav Chali ho to gori Chali ho to gori suno bhul jaao Na fir yaad karna na fir yaad aana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana Mubaarak ho sab ko sama ye suhana Mai khush hun mere aansuo pe na jana Mai to deewana deewana deewana Mai to deewana deewana deewana.