Mohabbat Ki Nahin Lyrics Hero No. 1 - Sadhana Sargam, Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Hero No. 1
Singers: Sadhana Sargam, Udit Narayan
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label: Tips Records
Starring: Govinda, Karisma Kapoor
Release on: 14th February, 1997
lyrics
Mohabbat ki nahin jaati Mohabbat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar Mohabbat ki nahin jaati Mohabbat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar Suna hai maine suna hai Tune yehi kehte hain zamanewale Sharaarat ki nahin jaati Sharaarat ho jaati hai Mere yaar mere yaar Sharaarat ki nahin jaati Sharaarat ho jaati hai Mere yaar mere yaar Suna hai maine suna hai Tune yehi kehte hain zamanewale
Mohabbat ki nahin jaati Mohabbat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar Sharaarat ki nahin jaati Sharaarat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar
Kabhi zor dil pe to chalta nahin Koi jaanke na deewana bane Kabhi zor dil pe to chalta nahin Koi jaanke na deewana bane Mohabbat ka toofan rukta nahin Bhale laakh dushman zamaana bane Bhale laakh dushman zamaana bane Bagaawat ki nahin jaati Bagaawat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar Sharaarat ki nahin jaati Sharaarat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar
Suna hai maine suna hai Tune yehi kehte hain zamanewale Mohabbat ki nahin jaati Mohabbat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar
Mujhe neend aayi nahin raat bhar Main bistar par karvat badalti rahi Mujhe neend aayi nahin raat bhar Main bistar par karvat badalti rahi Tere khwaab mujhko jagaate rahe Meri har tamanna machalti rahi Meri har tamanna machalti rahi Ye haalat ki nahin jaati Ye haalat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar Mohabbat ki nahin jaati Mohabbat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar
Suna hai maine suna hai Tune yehi kehte hain zamanewale Sharaarat ki nahin jaati Sharaarat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar Mohabbat ki nahin jaati Mohabbat ho jaati hai Mere yaar o mere yaar.