Mohabbat Ke Janaaze Par Lyrics Daku Ki Ladki - Lata Mangeshkar
Mohabbat Ke Janaaze Par Lyrics Daku Ki Ladki - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Daku Ki Ladki
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Mita denge jahaan tera Kisi majboor ke naale Meri barbaad duniya ka Tamaasha dekhne waale
Mohabbat ke janaaze par Diya dil ka jalaane de Mujhe apne muqaddar par Zara aansoo bahaane de Mohabbat ke janaaze par
Hua hai zulm to Maalik se kuchh Fariyaad kar ae dil Asar kitna hai aahon mein Ise bhi aazmane de Mohabbat ke janaaze par Diya dil ka jalaane de Mohabbat ke janaaze par
Bhula de jisko maara hai Ki teri laaj reh jaaye Kahin in aansuon mein hi Teri duniya na beh jaaye Meri aanhon se darr Kyun bekhabar Hai aasman waale Arre o aasman waale Arre o aasman waale Arre o aasman waale Basaane de nayi duniya To wo duniya basaane de Mohabbat ke janaaze pe.