Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics Hamara Khandaan - Mohammed Aziz
Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics Hamara Khandaan - Mohammed Aziz
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Mere mehboob kuch bhi ho Abhi afsana baki hai Abhi meri wafa ka aakhiri Nazrana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai Tumhara chahne wala Mere mehboob kuch bhi ho Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai
Zamana chahe tadpaye Zamana chahe thukra de Zamana chahe tadpaye Zamana chahe thukra de Ye wada hai ke pure honge Mere yaar ke wade Aye shama mat baha aansu Aye shama mat baha aansu Abhi parwana baki hai Aye shama mat baha aansu Abhi parwana baki hai Mere mehboob tumhara Chahne wala abhi Deewana baki hai
Aaj bhi sath hai chahat Ka wo ek ek lamha Hum zuda hoke bhi Dildar nahi hai tanha Na tuta hai na tutega Hamare pyar ka sapna Na tuta hai na tutega Hamare pyar ka sapna Paro pe leke uad jayega Ek din aashiya apna Bala se bag ujda hai Bala se bag ujda hai Abhi virana baki hai Bala se bag ujda hai Abhi virana baki hai Mere mehboob tumhara Chahne wala abhi Deewana baki hai
Jo chahat de nahi sakte Wo kaise chhin sakte hai Jo chahat de nahi sakte Wo kaise chhin sakte hai Mere malik tere bande Yaha takdir likhte hai Sitam to kar chuki duniya Sitam to kar chuki duniya Abhi pachhtana baki hai Sitam to kar chuki duniya Abhi pachhtana baki hai Mere mehboob tumhara Chahne wala abhi Deewana baki hai Tumhara chahne wala Abhi deewana baki hai.