Mera Mulk Mera Desh Lyrics Diljale - Aditya Narayan Jha, Kumar Sanu
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Is ki mitti se bane tere mere yeh badan Is ki dharti tere mere vaaste gagan Is ne hi sikhaya humko jeene ka chalan Jeene ka chalan Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Apne is chaman ko swarg hum banayenge Kona kona apne desh ka sajayenge Jashn hoga zindagi ka honge sab magan Honge sab magan Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman.