Majnu Sa Aashiq Lyrics Naujawan - Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Majnu Sa Aashiq Lyrics Naujawan - Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Majnu sa aashiq mar gaya Lekin nasihat kar gaya kya Karta main tauba ishq se Aaya mijaje sharif mein aaya Aaya mijaje sharif mein Majnu sa aashiq mar gaya Lekin nasihat kar gaya kya Karta main tauba ishq se Aaya mijaje sharif mein aaya Aaya mijaje sharif mein Majnu sa aashiq mar gaya Lekin nasihat kar gaya
Bade nasib se dil mein Wo aaj aaye hai Aji wo aaye hai Abhi to aaye hai Junune ishq mein Junune ishq mein Hum aaj ladkhdaye hai Junune ishq mein Hum aaj ladkhdaye hai Yeh hal dekha jab tera Ghabrake dil ne ye kaha kay Karta mai toba ishq se Aaya mijaje sharif mein aaya Aaya mijaje sharif mein Majnu sa aashiq mar gaya Lekin nasihat kar gaya kya
Hansi hansi mein aashiqi Mein jaan jane de Yeh jaan jane de o jaan jane de Haseen maut ko Haseen maut ko Hans kar gale laga ne de Haseen maut ko Hans kar gale laga ne de Yeh ishq ki hai intja kya Hogi iski intiha Karta main tauba ishq se Aaya mijaje sharif mein aaya Aaya mijaje sharif mein Majnu sa aashiq mar gaya Lekin nasihat kar gaya kya Karta main tauba ishq se Aaya mijaje sharif mein aaya Aaya mijaje sharif mein Majnu sa aashiq mar gaya Lekin nasihat kar gaya kya
Khayal kya hai tumhara Ke main nashe mein hu Aji hu hosh mein khuda Kasam maje mein hu Sukun dil ka tamnna Ki har khushi le le Yeh wo nasha hai Jo jite ji zindagi le le Yeh ishq aag hai Is aag mein jal jane de Yeh pyar dokha hai Yeh dokha hans ke khane de Sambhal khud ko zara Yeh dil sambhlta nahi To phir na ishq se dar Yeh dar nikalta nahi Yeh puchh humse Yeh puchh humse Rut kya hai dil lagane mein Bada maza hai kaleje pe Chot khane mein Aashiq khushi se mar gaye Bujdil nasihat kar gaye Karta main tauba ishq se Aaya mijaje sharif mein aaya Aaya aaya mijaje sharif mein Aaya mijaje sharif mein aaya Aaya mijaje sharif mein aaya.