Maine Palkon Ke Ujalon Mein Lyrics Dil Ke Qareeb - Penaz Masani
Maine Palkon Ke Ujalon Mein Lyrics Dil Ke Qareeb - Penaz Masani
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dil Ke Qareeb
Singers: Penaz Masani
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Penaz Masani
Music Director: Penaz Masani
Music Label: Universal Music
Starring: null
Release on: 1st January, 1987
lyrics
Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera Jaane kyun jaane kyun Ho ho o jaane kyun Jaane kyun nazre jhuki Jab bhi suna naam tera Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera
Kuchh dino se koi Deewangi si chhai hain Kuchh dino se koi Deewangi si chhai hain Khud ko to bhul gaye Yaad raha naam tera Khud ko to bhul gaye Yaad raha naam tera Jaane kyun jaane kyun Ho ho o jaane kyun Jaane kyun nazre jhuki Jab bhi suna naam tera Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera
Maine laakh chhupai Thi mohabbat phir bhi Maine laakh chhupai Thi mohabbat phir bhi Meri khamosh inghao Ne liya naam tera Meri khamosh inghao Ne liya naam tera Jaane kyun jaane Kyun ho ho o jaane kyun Jaane kyun nazre jhuki Jab bhi suna naam tera Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera
Khudbakhud chudiya Khanki to yeh mehsoos hua Khudbakhud chudiya Khanki to yeh mehsoos hua Yaad ke saath mere Dil mein basa naam tera Yaad ke saath mere Dil mein basa naam tera Jaane kyun jaane Kyun ho ho o jaane kyun Jaane kyun nazre jhuki Jab bhi suna naam tera Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera
Log kehte hain mihabbat To kabhi chhupati nahin Log kehte hain mihabbat To kabhi chhupati nahin Maine ud ud ke kaha Zamane se naam tera Maine ud ud ke kaha Zamane se naam tera Jaane kyun jaane kyun Ho ho o jaane kyun Jaane kyun nazre jhuki Jab bhi suna naam tera Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera Jaane kyun nazre jhuki Jab bhi suna naam tera Maine palkon ke ujalon Mein likha naam tera.