Main Phoolwa Ho Gayi Lyrics Ghulam Begam Badshah - Asha Bhosle
Main Phoolwa Ho Gayi Lyrics Ghulam Begam Badshah - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi Bairi sara bairi sara bag hua Bairi sara bag hua
Mujhko to mere hi jobna ne mara Mujhko to mere hi jobna ne mara Bairi sara bairi sara bag hua Bairi sara bag hua
Ho kaisa rang rup diya haye mere ram ne O haye mere ram ne Buta buta pad gaya fika mera samne Fika mera samne Mali bhi soche malin bhi soche Mali bhi soche malin bhi soche Ke chui mui kaise ho gayi Bairi sara bairi sara bag hua Bairi sara bag hua Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi Bairi sara bairi sara bag hua Bairi sara bag hua
Dali se tut ke mai aayi badariya Aayi badariya Aate jate dali kab maili najriya Maili najriya Haira bhi dekha or gaira bhi dekhe Haira bhi dekha or gaira bhi dekhe Jawani mere jaisi tamasha ho gayi Bairi sara bairi sara bag hua Bairi sara bag hua Kahe ko kali se mai phoolwa ho gayi Bairi sara bairi sara bag hua Bairi sara bag hua Mujhko to mere hi jobna ne mara Bairi sara bairi sara bag hua Bairi sara bag hua.