Main Kya Mera Afsaana Kya Lyrics Rajput - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Main kya mera afsana kya aa Mite huye ko mitaana kya Dil ki lagi ko sab rote hain Bulbul kya poarwaana ka Main kya mera afsana kya aa Mite huye ko mitaana kya
Aankh mein hasrat dil fariyaadi Aankh mein hasrat dil fariyaadi Qismat mein thhi ye barbaadi Qismat mein thhi ye barbaadi Bikhar gaye hain taar hi dil ke Toota saaz bajaana kya aa Main kya mera afsaana kya aa Mite huye ko mitaana kya
Aankh se aansoo jo behte hain Aankh se aansoo jo behte hain Kehte hain to ye kehte hain Kehte hain to ye kehte hain Bedardon ki iss duniya ko Zakhm e jigar dikhlaana kya aa Main kya mera afsaana kya aa Mite huye ko mitaana kya.