Ma Maiya Ma Maiya Lyrics Hum Intezaar Karenge - Alisha Chinai, Vijay Benedict
Ma Maiya Ma Maiya Lyrics Hum Intezaar Karenge - Alisha Chinai, Vijay Benedict
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ma maiya ma maiya ma Maiya ma maiya Bhul jaoge ta thaiya Ho mere jaisa ga nach ke dikha Tab man jau tumhe Ho mere jaisa ga nach ke dikha Tab man jau tumhe Ma maiya ma maiya Bhul jaoge ta thaiya
Aisa dikhau tumhe tha thaiya Yad aayegi tumhe ma maiya Aisa dikhau tumhe tha thaiya Yad aayegi tumhe ma maiya Nach to nach koi dillagi nahi Nach ke dikha du tumhe Ma maiya ma maiya Bhul jaoge ta thaiya Ho mere jaisa ga nach ke dikha Tab man jau tumhe
Nach tum jano kya tal pahchno kya Kya tal re tumhare hai chute Abhi tum bachi ho akal ki kachi ho Doodh ke dant nahi tute College me rone se gadi ko dhone se Kya tum kalakar ban gaye Mahki jawani me okhet me pani pe Jhuthi akad me kyu tan gaye Bate na banao muh dhoke aao Tum kya ho janu tumhe Ma maiya ma maiya Bhul jaoge ta thaiya Ho mere jaisa ga nach ke dikha Tab man jau tumhe
Dhunge dihkane se Aankhe matkane se Kya disco dancer ban jaogi Ha kapda pahanna Bhi na aata chalna bhi Nach kar kya dikhaogi Ho tum to dehati ho Pairo ke sathi ho Bolna to aata nahi
Main jab bhi gau duniya gaye Main jab bhi nachu duniya nache Mujhko to sari duniya mane Aata hai kya mujhko tu kya jane Bebe lets dance Ta thiya ta thiya ta thiya Yaad aayegi tumhe ma maiya Ta thiya ta thiya ta thiya Yaad aayegi tumhe ma maiya.