Kya Yahi Jawani Hai Lyrics Chand - Zeenat Begum
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kya yahi jawani hai Kya yahi jawani hai Har din hai nikhara huwa Har din hai nikhara huwa Har raat suhani hai Har raat suhani hai Kya yeh hi jawani hai Kya yeh hi jawani hai
Main gairo se kyun puchhu Main gairo se kyun puchhu, Main apano se kyun puchhu Main gairo se kyun puchhu, Main apano se kyun puchhu Aayina jo kaha hai Aayina jo kaha hai Tu husn ki rani hai Tu husn ki rani hai Kya yeh hi jawani hai Kya yeh hi jawani hai
Kya kahu key kaun aa kar Sapno mein bulata hai Kya kahu key kaun aa kar, Sapno mein bulata hai Khulate hi meri aankhe Khulate hi meri aankhe Janey kaha jata hai Janey kaha jata hai Yeh meri kahani hai Yeh meri kahani hai Kya yeh hi jawani hai Kya yeh hi jawani hai
Jate huye bachpan se Jate huye bachpan se, Aate huye jauvan se Jate huye bachpan se, Aate huye jauvan se Dono se main kahati hoon Dono se main kahati hoon Yeh dil ki nayi hai duniya Yeh dil ki nayi hai duniya Abb kaise basani hai Abb kaise basani hai Kya yeh hi jawani hai Kya yeh hi jawani hai.