Kya Hoga Lyrics Dedh Ishqiya - Master Saleem, Shahid Mallya
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Dil ka diya shab bhar jala Tere liye o piya Jaate hue jate hue Kahke gaya kahke gaya Pyaar didaar didaar
Dil to diya hai jaan bhi dede Aur nazrana kya hoga Kya hoga kya hoga Nau ko chhoo ke laut aaya jo Wo parwaana kya hoga Nau ko chhoo ke laut aaya jo Wo parwaana kya hoga
Kya hoga kya hoga kya hoga Kya kya ji kya kya ji kya hoga Kya hoga kya hoga kya hoga Kya kya ji kya kya ji kya hoga
Sir pe falak hai falak pe sitare Aji humne to dekhe hain aankhon mein sare O palkon jhukane se kya hoga O palkon jhukane se kya hoga
Kya hoga kya hoga kya hoga Kya kya ji kya kya ji kya hoga Kya hoga kya hoga kya hoga Kya kya ji kya kya ji kya hoga Dil ka diya shab bhar jala Tere liye o piya
Kya kya bataayein ke kin kin zamaanon mein Dekhna hai humne tumhe O piya ji piya Rumani mausam ki Sab daastano mein Dekha hai humne tumhe O piya ji piya
O piya ji piya More piya ji more piya ji More piya ji piya ji Piya ji piya ji piya Piya ji piya ji more piya More piya ji piya ji Piya ji piya ji piya Piya ji piya ji more piya
Jaana tu baarish Ki aawaz mein Kabhi chhaon Ke andaaz mein Kabhi udti hui Dhoop mein Kabhi khushboo Ki badmaaz mein
Udte guzarte jo Nadiya ne dekha Pani pe parchhayi Sahla ke dekha Ho katra ke ab Humse kya hofga Katra ke ab Humse kya hoga
Kya hoga kya Hoga kya hoga Kya kya ji kya Kya ji kya hoga Kya hoga kya Hoga kya hoga Kya kya ji kya Kya ji kya hoga
Ai zindagi uspe waar ke aaye Sare ehsaan utaar ke aaye Humne taare utaare the lekin Usne to aasmaan loot liya
Loot liya bhai loot liya bhai Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya Loot liya bhai loot liya bhai Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya
Parda uthayi ke Ghoongat giraayi ke Parda uthayi ke Ghoongat giraayi ke Chain hamara loot liya
Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya Nazar uthayi aur Nazar uthayi aur Palkein gira ke loot liya Nazar uthayi aur Palkein gira ke loot liya Salaam-e-shauk ne Kuchh is tarah se loot liya
Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya Na jaane khoon hua Na jane khoon hua Kitni aarzuon ka Na jane khoon hua Kitni aarzuon ka
Labon mein paan ki Surkhi laga ke loot liya Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya
Wafa se loota kabhi kabhi Aur kabhi daga se loot liya Wafa se loota kabhi kabhi Aur kabhi daga se loot liya Sitam sitam hai Sitam sitam hai Sitam sita sitam Her ada pe loot liya
Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya Loot liya bhai loot Liya bhai loot liya.