Kitna Meetha Hota Hai Lyrics Teen Batti Char Raasta - Lata Mangeshkar
Kitna Meetha Hota Hai Lyrics Teen Batti Char Raasta - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana
Kya yahi hai wo ada jisme haya ka hai surur Kya yahi hai wo nasha jisme hazaro dil hai chur Kya yahi jo dil mein rahkar bhi hai dil se dur dur Kya iski jyot se faila mera naine noor Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana
Kya yahi hai wo nigah jispe fida andaj hai Kya yahi hai wo sada jispar wafa ko naaz hai Kya rasilo geeto ka surila saaz hai Kya duniya ki khushiyo ka ye suhana raaz hai Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana.