Kaun Jeevan Mein Lyrics Hamara Sansar - Zohrabai Ambalewali
Kaun Jeevan Mein Lyrics Hamara Sansar - Zohrabai Ambalewali
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kaun jeevan mein Mere samaye ja raha hai Kaun jeevan mein Mere samaye ja raha hai Kaun mann pe Mere chhaye ja raha hai Kaun jeevan mein Mere samaye ja raha hai
Kaun barakha ki Kali kali raat mein Kaun barakha ki Kali kali raat mein Ban ke saya chal Raha hai sath mein Ban ke saya chal Raha hai sath mein Kaun dipak ban ke Rah dikhala raha hai Kaun jeevan mein Mere samaye ja raha hai Kaun jeevan mein Mere samaye ja raha hai
Koyi sathi naa tha Koyi mit naa tha Koyi sathi naa tha Koyi mit naa tha Mere suni vina mein Koyi geet naa tha Mere suni vina mein Koyi geet naa tha Kaun mithe suro se Yeh gaye ja raha hai Kaun mithe suro se Yeh gaye ja raha hai Kaun mann ko mere Lubhaye ja raha hai Kaun mann ko mere Lubhaye ja raha hai
Kaun jeevan mein Mere samaye ja raha hai Kaun jeevan mein Mere samaye ja raha hai.