Kar Liya Hain Lyrics House No. 13 - Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Kar Liya Hain Lyrics House No. 13 - Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hain Hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Pyar jab se tumhara Jee aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge
Pehla pehla pyar hamara Koi na isko lute Rab ruthe ya duniya ruthe Pyar na lekin chhute Ab na yeh bandhan tute Jeevan mein jo pyar na ho to Jeene mein kya maza Ho koi bhi mehboob na ho to Jeena hain saza Pyar jab se tumhara Jee aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hain hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge
Dil karta hain in hotho se Hoth mein tere chhulu Aa kar teri in baaho mein Duniya ko mein bhulu Gadi gadi sapno mein jhulu Manie ab ye naam pe Tere jeevan likh diya Ho ab mera tu Jab kuch bhi hain Tera hain piya Pyar jab se tumhara Ye aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hai kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hai hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge
Jab se nain mile hain tumse Bojal ho gayi palke Dekhu main jis aur jaha Bhi rang nashile chhalke Kali kali khilne lagi hain Ho mausam ab to Jhoom jhoom kar Dene laga salam Ho mujhko bhi Har ek nazaara Lagta hai naya Pyar jab se tumhara
Ye aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hain hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Pyar jab se tumhara Ye aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge.