Kangna Pahena Maine Lyrics Khoon Aur Paani - Lata Mangeshkar
Kangna Pahena Maine Lyrics Khoon Aur Paani - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kangana pahena maine ghunghru wala Kangana pahena maine ghunghru wala Are re diya kisi ne lake diya Maine pahen liya Chori to nahi ki daka to nahi dala Chori to nahi ki daka to nahi dala dala Kangana pahena maine ghunghru wala Kangana pahena maine ghunghru wala
Payal hai pag mein to kajal tirchi nazar mein Upar se sone ki ek zanjir kamar mein Payal hai pag mein to kajal tirchi nazar mein Upar se sone ki ek zanjir kamar mein Ab ghunghru bajake zara chand dikhlake Main aayi to gazab kya kiya Chori to nahi ki daka to nahi dala Chori to nahi ki daka to nahi dala dala Kangana pahena maine ghunghru wala Kangana pahena maine ghunghru wala
Aisa kya har koi thame kalai meri Lakho ka mol kare ek angdayi meri Aisa kya har koi thame kalai meri Lakho ka mol kare ek angdayi meri Jag mera matwala maine aisa jadu dala Jadu dala to sitam kya kiya Chori to nahi ki daka to nahi dala Chori to nahi ki daka to nahi dala dala Kangana pahena maine ghunghru wala Kangana pahena maine ghunghru wala
Dil mera jisne liya hai wo koi ek chhaila Albela dikhta hai bhari mehfil mein akela Dil mera jisne liya hai wo koi ek chhaila Albela dikhta hai bhari mehfil mein akela Bana mera hamjoli main bhi kuch nahi boli Nahi boli to julm kya kiya Kangana pahena maine ghunghru wala Kangana pahena maine ghunghru wala Are re diya kisi ne lake diya Maine pahen liya Chori to nahi ki daka to nahi dala Chori to nahi ki daka to nahi dala dala Kangana pahena maine ghunghru wala.