Kabuliwal (Title) Lyrics Kabuliwala - Hemant Kumar, Ranu Mukherjee, Savita Banerjee, Usha Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kabuliwala kabuliwala kabuliwala Nanhi munni kyu kamlaya Tera mukhda pyara Nanhi munni kyu kumlaya Tera mukhda pyara Kya khoi hai gudiya teri Ya phir kisi ne mara Ruth gaya kya tera bandar Tut gaya kya hathi Ruth gaya kya tera bandar Tut gaya kya hathi Ya fir tujhse bichhad Gaya tera koi sathi Kabuliwala ha ha kya Wo dadhi mucho wala Abhi mila du tumko usse Dekho khel nirala
Chalo badlo ke par Jaha chanda ke dwar Kabhi charkha chalaye budhi nani Chalo badlo ke par Jaha chanda ke dwar Kabhi charkha chalaye budhi nani Jane sab ka wo haal Use sabka hi khyal Badi sachi hai badi wo syani
Pal pal chhin chhin udta jaye Samay hawa ke pankh lagaye Pal pal chhin chhin udta jaye Samay hawa ke pankh lagaye Chanda jhume dharti ghume Har dam chakar chalta jaye Chanda jhume dharti ghume Har dam chakar chalta jaye Pal pal chhin chhin udta jaye Samay hawa ke pankh lagaye
Budi nani badi sayani puchhu ek sawal Kaha hai khoya kabuliwala Kya hai uska haal batao na Purab mein ek kaal kothri Laga hai jis par tala Berukhi mein pada hua hai Tera raaz nirala kaise tute tala Ek mantra hai nirala kya Chini chini chit bak chini chini taak Khool ja re taale jhat se patak
Kabuliwala aaya kabuliwala aaya Kabuli banao zara Kabuliwala aaya kabuliwala aaya Kabuli banao zara kora badam laya Kora badam laya ped se ytaar ke Kabuliwala aaya kabuliwala aaya Kabuli banao zara Jholi mein meri ek jadu ki chhadi hai Jholi mein teri jadu ki chhadi Chal to bana de ham sabko pari
Kabuliwalw ham na jane Teri jeb kya chhupati Kabuliwalw ham na jane Teri jeb kya chhupati Jeb mein jadu ka diya uar bati Jeb mein jadu ka diya uar bati Jaadu dikha jaadu dikha Abhi to bana de mote ko haathi Ban jaa haahti.