Kab Tak Chhupega Lyrics Nirmaan - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kab Tak Chhupega Lyrics Nirmaan - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Maja to jab hai dekhe jamana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Maja to jab hai dekhe jamana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara
Tumme kya hai tumhe bhi nahi malum Pahlu rakhte tumhare ang kitne Ban chaman ki ruto mein bhi na hoga Har ada me chhupe hai rang jitne Kyu na ujagar ho ye bahara Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara
Muskurake uthao jara palke Julf chehre pe udne do chahe Aisi taswir khechu ke duniya Tumko dekhe mujhko sarahe Saare jahan ko kar de deewana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Maja to jab hai dekhe jamana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara.