Jawani Jan E Mann Lyrics Namak Halaal - Asha Bhosle
Jawani Jan E Mann Lyrics Namak Halaal - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba Milein do dil jawaan nisaar ho gaya Jawaani jaan-e-man haseen dilruba Milein do dil jawaan nisaar ho gaya Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya Yeh kya sitam huwa Yeh kya gulam huwa Yeh kya ghazab huwa Yeh kaise kab huwa Na jaanoon main na jaane woh, aha Jawaani jaan-e-man haseen dilruba Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Aayi door se dekho dilruba aisi turuturutu Khaayi bezubaan dil ne chot yeh kaisi Arre woh, haan haan, mili nazar Arre yeh, haan haan, huwa asar Nazar nazar mein yeh sama badal gaya Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa Na janoon main na jaane woh, oho Jawaani jaan-e-man haseen dilruba Milein do dil jawaan nisaar ho gaya Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya Yeh kya sitam huwa Yeh kya gulam huwa Yeh kya ghazab huwa Yeh kaise kab huwa Na jaanoon main na jaane woh, oho
Dil yeh pyaar mein kaise Khota hai dekho, aha aha aha aha Kaatil jaan-e-man kaise Hota hai dekho Arre woh, haan haan, mila sanam Arre yeh, haan haan, huwa sitam Woh dushman jaana dildaar ho gaya Sayaad ko bulbul se pyaar ho gayaa Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa Na janoon main na jaane woh, aha Jawaani jaan-e-man haseen dilruba Milein do dil jawaan nisaar ho gaya Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya Yeh kya sitam huwa Yeh kya gulam huwa Yeh kya ghazab huwa Yeh kaise kab huwa Na jaanoon main na jaane woh.