Jana Jana Jaldi Kya Hai Lyrics Deedar-E-Yaar - Asha Bhosle
Jana Jana Jaldi Kya Hai Lyrics Deedar-E-Yaar - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jana jana jaldi kya hai Rat mahak to jane do Jana jana jaldi kya hai Raat mahak to jane do Thahro thahro dil to thahre Hosh me mujhko aane do Jana jana jaldi kya hai Jana jana jaldi kya hai Rat mahak to jane do Thahro thahro dil to thahre Hosh mein mujhko aane do Jana jana jaldi kya hai
Dore kitne gulabi hai In kali kali aankho ke Dore kitne gulabi hai In kali kali aankho ke Hum janam ke pyase aashik hai Do matwali aankho ke Pike inhi paymano se Madhosh hame ho jane do Thahro thahro dil to thahre Hosh mein mujhko aane do Jana jana jaldi kya hai Rat mahak to jane do Thahro thahro dil to thahre Hosh me mujhko aane do Jana jana jaldi kya hai
Jis dil mein aap samaye hai Us dil mein hame rushwai kaha Jis dil mein aap samaye hai Us dil mein hame rushwai kaha Kya jane uda le jaye hame Aapki ek angdayi kaha Hum aapki baaho mein Baaho mein hame bal khane do Thahro thahro dil to thahre Hosh mein mujhko aane do Jana jana jaldi kya hai
In mast nigaho ki masti Dil par chai jati hai In mast nigaho ki masti Dil par chhai jati hai Arma jage hai aise Nind si aayi jati hai Is pathar jaise sine par Sar rakh kar mujhe so jane do Thahro thahro dil to thahre Hosh mein mujhko aane do Jana jana jaldi kya hai Jana jana jaldi kya hai Jana jana jaldi kya hai Raat mahak to jane do Thahro thahro dil to thahre Hosh mein mujhko aane do Jana jana jaldi kya hai.