Jab Yaad Kiski Aati Hai Lyrics Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai - Lata Mangeshkar
Jab Yaad Kiski Aati Hai Lyrics Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai Ankho se nind udd jati hai Milane ki lagan tadpati hai Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai
Jab in aankho me pyar Machal kar rota hai Dil duniya bhar ke dard Me dhuba hota hai Har saans meri ghabrati hai Meri jaan pe ban ban jati hai Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai
Hum diwane kaise Kaise dukh sahete hai Apne majhi se dur Bahvar me rahte hai Hum ko har moj darati hai Kahi dur baha le jati hai Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai
Har phul kisi ki yaad Me khoya khoya hai Ye sabnam hai ya Pyar kisi ka roya hai Jab baag me koyal gaati hai Duniya me bhi uth jati hai Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai Aankho se nind udd jati hai Milane ki lagan tadpati hai Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai Jab yaad kisi ki aati hai.