Jaata Hoon Main Lyrics Daadi Maa - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jaata hoon main mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil me na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana Jaata hoon main
Pyasa tha bachapan jawani bhi meri pyasi Pichhe ghamo ki gali aage udasi Pyasa tha bachapan jawani bhi meri pyasi Pichhe ghamo ki gali aage udasi
Ho mai tanhayi ka rahi koi apna na begana Mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil me na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana
Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke Ho mera jiwan bhi kya hai Adhura sa ek afasana Mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil me na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana Jaata hoon main
Tha pyar ka ik diya wo bhi bujha dala Dhundhala sa bhi kahi kyu ho ujala Tha pyar ka ik diya wo bhi bujha dala Dhundhala sa bhi kahi kyu ho ujala Ho ab un yaado se kah do Meri duniya me na aana Mujhe ab na bulana Meri yaad bhi apne dil me na lana Mera hai kya meri manzil na koi thikana.