Jaaneman Jaane Jaan Lyrics Chor Mandali - Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Ashok Kumar
Release on: null
lyrics
He ho o o dekhe tujhe Ke dil ko sambhaala kare ae koi allah Arre waah re allah miyaan allah Ek waqt mein kya kya kare koi
Jaane man jaane man Jaane man jaane jaan Hoja aaj meharbaan Jaane man jaane jaan Hoja aaj meharbaan Aisi tanhaai kahaan aur phir Ham bhi jawaan haan haan Ham bhi jawaan oy hoy Ham bhi jawaan
Jna na na na na baaba na Arre na na na na na baaba na Zamaana shor machaayega Zamaana shor machaayega Uyi maa kaun bachaayega Jo hoga dekha jaayega Jo hoga dekha jaayega Ye mauqa ye mauqa Ye mauqa phir na aayega Jaane man jaane jaan Hoja aaj meharbaan Ho ja aaj meharbaan aan aan haan
Aisi na na karo na khudaara Aisi na na karo na khudaara Bada naazuk hai ye dil hamaara Jhamko teri adaaon ne maara O hamko teri adaaon ne maara Koi jeene ka de do sahaara Dekho pehli mulaaqaat hai ye abhi Dekho pehli mulaaqaat hai ye abhi Meharbaan honge ham bhi Magar phir kabhi Haan magar phir kabhi Haan magar phir kabhi
Arre arre arre ye phirr ye phirr hai Phirrta jaayega kya ye phirr hai Phirrta jaayega chali aa Na jaane ye phirr kab aayega
Na na na na Na baaba na Arre haan haan haan haan Haan haan haan haan Zamaana shor machaayega Uyi maa kaun bachaayega Jo hoga dekha jaayega Jo hoga dekha jaayega Ye mauqa ye mauqa Ye mauqa phir na aayega Jaane man jaane jaan Ho ja aaj meharbaan Ho ja aaj meharbaan aan aan haan
Ye mohabbat ke din hain hamaare Ye mohabbat ke din hain hamaare Haaye hote kabhi ham kanwaare Haaye hote kabhi ham kanwaare O kab se armaan dil mein hain pyaare Koi hamko bhi apna pukaare Rehne do wo jawaani ke din dhal gaye Rehne do wo jawaani ke din dhal gaye Chalne waale thhe jo teer Sab chal gaye haan haan Sab chal gaye oho Sab chal gaye Kya kaha sab chal gaye Arre chadhti hai jawaani ki masti Jitni ye puraani hoti hai Dil zinda ho to jawaani se Sheerin bhi suhaani hoti hai Kuchh samjhe Hmm hmm hmm hmm hmm Mujhe lagta hai nahin samjhe Hamaara pyaar bataayega Budhaapa rang laayega Hamaara pyaar bataayega Budhaapa rang laayega
Na na na na na baaba na Arre haan haan haan haan Haan haan haan haan Zamaana shor machaayega Uyi maa kaun bachaayega Jo hoga dekha jaayega Jo hoga dekha jaayega Ye mauqa ye mauqa Ye mauqa phir na aayega Jaane man jaane jaan Nanananana Ho ja aaj meharbaan Nanananana Ho ja aaj meharbaan Haan haan haan haan Nananananana Haan haan haan haan Haaan haaan haaan haaan.