Jaane Kyu Dekhta Hai Lyrics Shabnam - Anuradha Paudwal
Jaane Kyu Dekhta Hai Lyrics Shabnam - Anuradha Paudwal
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina Deta nahi sahi jab Deta nahi sahi jab pahechan aaina Deta nahi sahi jab Deta nahi sahi jab pahechan aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Aaina kuch bhi nahi Aankhon ka dhoka hai Aata hai wo nazar Dil mein jo hota hai Aaina aur dil ka ek sa fasana hai Anjaam in dono ka sirf tut jana hai Jee chaahe tod du Jee chaahe tod du beiman aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Berukhi si pehle dilbar Zakhm deke jati hai Kanto ki nok se phir Marham lagate hai Ek aisa aaina ho jis mein Dil dikhaye hum Unse kya hai mera rista Unko bataye hum Mujhpe agar ho jaaye Mujhpe agar ho jaaye maherban aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina Deta nahi sahi jab Deta nahi sahi jab pahechan aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina Jaane kyu dekhta hai insaan aaina.