Hum Hain Mast Maula Lyrics Kismat - Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Kismat
Singers: Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Song Lyricists: Dev Kohli
Music Composer: Anand Raj Anand
Music Director: Anand Raj Anand
Music Label: T-Series
Starring: Bobby Deol, Priyanka Chopra, Kabir Bedi
Release on: 20th February, 2004
lyrics
Ham hain masta maula Ham hain masta maula Apni dhun me hain magan Dil ke badshah
Ham hain masta maula Ham hain masta maula Apni dhun me hain magan Dil ke badshah Jare ja mohbbat Teri kya hakikat Kab kya rang Dikhaye kisko kya pata Ek najar idhar bhi Dekh yar pyar kar Dil diya hain tujhko Maine aitbar kar
Arey yar tony ek sher Yaad aaya sunau chal suna Aap ki nigah ne kaha Toh kuchh jarur hain Mera dil machal gaya Toh mera kya kasur hain Wah wah kya bat hain Arey goli kyo goli De raha hain yar Yeh toh kisi picture ka Gana hain mere dost Too original sun aa Mera original suna
Maikashi pe iss kadar Kyo aapko garur hain Hamko dekhiye hajur Bin piye sarur hain Hay kya bat hain kya Bat hain mar gaya
Aap ki nigah ka Asar hain yeh Yake maikashi ka Yeh khumar hain Aap ki nigah ka Asar hain yeh Yake maikashi ka Yeh khumar hain Hamko aaisa lag Raha hain jane kyo Ke aapko bhi hamse Bahut pyar hain Hamne bat aaj Tumse kehni thi yahi Kabse dhundte the Magar tum mile nahi Ham hain mast maula Ham hain mast maula Apni dhun me hain magan Dil ke badshah
Aye sun ek naya sher Sun aa sharab ke upar hain Acha suna re mera apna hain Kabhi maikhane tak jate Hain aur kam hi pite hain Ghata julfo ki cha jaye Toh bemausam bhi pite hain Arey abhi toh wah bol Arey phir se goli De raha hain yar Yeh toh pankaj Udhas ki ghajal hain Arey yar har bar Pakad leta hain too Chal too mera sun ekdum Original hain ekdum suna Jo anthi ke adde par jate Hain woh kam kyo pite hain Yeh kaise bewde hain Jo peg gin gin ke pite hain
Aapke bina na ji sakenge Ham bat yahi sach hain man lijiye Aapke bina na ji sakenge Ham bat yahi sach hain man lijiye Bebasi hamari jan lijiye Usake bad chahe jan lijiye Kaisi bebasi hain aapko Hain kaisa gam Ham bhi aapke hain Dil bhi aapka sanam Ham hain masta maula Ham hain masta maula Apni dhun me hain magan Dil ke badshah Ja re ja mohbbat Teri kya hakikat Kab kya rang dikhaye Kisko kya pata Ek najar idhar bhi Dekh yar pyar kar Dil diya hain tujhko Maine aeitbar kar.