Hasrate Barbaad Hain Lyrics Laila - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Hasrate barbaad hain Armaan hamare lut gaye Hasrate barbaad hain Armaan hamare lut gaye Pyaar ki manzil se pehle Gham ke maare lut gaye
Chaandni raaten wo Chori ki mulaqaate kaha Khwaab ho kar reh gayi Wo pyaar ki baaten kaha Ab andhera aasman hai Chaand taare lut gaye Pyaar ki manzil se pehle Gham ke maare lut gaye
Aa ke tujh bin har kadam per Thokaren khaate hain ham Bhulne waale kabhi Tujhko bhi yaad aate hain Ham aasra tera hai baaqi Sab sahaare lut gaye ae Pyaar ki manzil se pehle Gham ke maare lut gaye
Darbadar hain jaise Ki mera khuda koi nahi Darbadar hain jaise Ki mera khuda koi nahi Dubti kashti hun Jiska naakhuda koi nahi Maujen ab royen kaha Jaakar kinaare lut gaye Pyaar ki manzil se pehle Gham ke maare lut gaye.