Hamein Un Raahon Par Lyrics Masoom - Subir Sen
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Un raahon par chalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai
Jab tak na lagan ho sine me Bekar hai aise jine me Jab tak na lagan ho sine me Bekar hai aise jine me Jalna hai hume chanda ki tarha Suraj ki tarha yuhi dhalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai
Main pas rahu ya dur rahu Ye baat abhi tumse kah du Main pas rahu ya dur rahu Ye baat abhi tumse kah du Murjhana nahi phulo ki tarha Deepak ki tarha hume jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai
Aakash se aati hai ye sada Hum aaye kadar tu ji na jala Aakash se aati hai ye sada Hum aaye kadar tu ji na jala Kabhi gam hai yaha kabhi hai khushiya Har hal mein humko palna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai Hum hai diye auro ke liye In tufano mein jalna hai Hamein un raahon par chalna hai Jaha girna aur sambhalna hai.