Haan Mera Deewanapan Lyrics Deewaanapan - Shaan, Sunidhi Chauhan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Deewaanapan
Singers: Shaan, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Aadesh Shrivastava
Music Director: Aadesh Shrivastava
Music Label: Saregama
Starring: Arjun Rampal, Dia Mirza
Release on: 16th November, 2001
lyrics
Hey hey hey Deewaanapan deewaanapan deewaanapan deewaanapan Haay mera deewaanapan kuch kaam to aaya Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya Hey aaj tere hoton pe mera naam to aaya Mera naam to aaya Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya Oh aaj tere hoton pe mera naam to aaya Mera naam to aaya
Dil ki dua mere dil ki dua Tere dil pe asar kar gayi Teri kasam mere bhole sanam Tujhe dekha to main mar gayi Bechain tha main kahin shyaam se Ek pal na bita aaraam se Teri pyaas thi teri chaah thi Tujhe paa liya Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
Yeh to bata mujhe yeh to bata Hai tere ishq mein kya nasha Main bin piye ladkhadane lagi Tune jaadoo yeh kya kar diya Baahon mein aa main tujhe thaam loon Tere in labon ke haseen jaam loon Nayi behkhudi nayi aashiqui Nayi har khushi Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya Haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya Hey aaj tere hoton pe mera naam to aaya Mera naam to aaya.