Gali Gali Badnam Ho Gaya Lyrics Karamdaata - Shabbir Kumar
Gali Gali Badnam Ho Gaya Lyrics Karamdaata - Shabbir Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Gali gali badnam ho gaya Mere pyar ke Metar dawn ho gaya Dekhu yahan dekhu wahan Jaye nazar jaha jaha Dekhu yahan dekhu wahan Jaye nazar jaha jaha Hamse na pucho dekha Tumko kahan kaha Kaha kaha kaha kaha Gali gali badnam ho gaya Mere pyar ke Metar dawn ho gaya Gali gali badnam ho gaya Mere pyar ke Metar dawn ho gaya
Bulbul ki zindagi hain Phoolo ki dal par Driver ki zindagi hain Motar ki chal par Bulbul ki zindagi hain Phoolo ki dal par Driver ki zindagi hain Motar ki chal par Dil mera chal raha Eingine ki tal par Yado ki battry ko Rakha sambhal kar Tune o jane jigar mara Wo teer e nazar Tune o jane jigar mara Wo teer e nazar Main to khallas ho gaya Gali gali badnam ho gaya Mere pyar ke Metar dawn ho gaya Gali gali badnam ho gaya Mere pyar ke Metar dawn ho gaya
Pahli nazar mein dil Mera iman se gaya Aankho mein rang cha gaya Is sham se gaya Teri ada ki bat bhi Itni si baat hain Jo tu tujhko jan gaya Wo jan se gaya Wo jan se gaya Mar jaunga tumhi par Aye jane zindgani Dohrayegi ye duniya Ulfat ki kahani Mar jaunga tumhi par Aye jane zindgani Dohrayegi ye duniya Ulfat ki kahani
Aankhe khuli rahengi Marne ke baad meri Tasveer hogi dil mein Aakhir teri nishani Mujhpe hain tera asar Jane hain sara nagar Mujhpe hain tera asar Jane hain sara nagar Mai to barbad ho gaya Gali gali badnam ho gaya Mere pyar ke metar dawn ho gaya Gali gali badnam ho gaya Mere pyar ke metar dawn ho gaya.