Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi Lyrics Koi Ghulam Nahin - Mohammed Rafi
Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi Lyrics Koi Ghulam Nahin - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Gaa re gaa man aaj yahi Tere bin ab badal gaye Rah na udas ho na niras Sang mein tere gaye aakash Gaa re gaa man aaj yahi Tere din ab badal gaye Rah na udas ho na niras Sang mein tere gaye aakash
Jeevan deti hai maa Ganga maiya si hai maa Wohi kare partipal Dharam ki rakhwal Dharti ki mamta Ka hai vishwas Wohi kare partipal Dharam ki rakhwal Dharti ki mamta Ka hai vishwas Gaa re gaa man aaj yahi
Tu hi amrit hai maa Jag ko nit deti hai sukh maa Jag mein agar maa na milti tum Jag mein agar maa na milti tum Kaun mere man mein karta niwas Gaa re gaa man aaj yahi
Prem jyoti hai maa Tuhi puja ki devi hai maa Mile mujhe bar bar Madhur madhur maa Ka pyaar maa se bujhi hai Mere man ki ye pyas Mile mujhe bar bar Madhur madhur maa Ka pyaar maa se bujhi hai Mere man ki ye pyas Gaa re gaa man aaj yahi
Aadi ant mein tu hai Maa nyay mein neeti Me tu hai jisne diya Hai pyaar aas ki jo bahar Mili aaj aisi mahasakti Are gaa re gaa man aaj yahi Tere din ab badal gaye Rah na udas ho na nirash Sang mein tere gaye aakash Gaa re gaa man aaj yahi.