Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics Parchhaiyan - Ustad Ghulam Ali
Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics Parchhaiyan - Ustad Ghulam Ali
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Jee mein aata hai ulat de Unke chehare se naqaab Jee mein aata hai ulat de Unke chehare se naqaab Hausala karate hai lekin hausala hota nahi Warna in tsaro bhari raato mein kya hota nahi Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi Warna in tarso bhari raato mein kya hota nahi Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai Ab to unka tur par bhi samana hota nahi Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi.