Ek Daur Naya Duniya Lyrics Deep Jalta Rahe - Asha Bhosle
Ek Daur Naya Duniya Lyrics Deep Jalta Rahe - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ek daur naya duniya me shuru Bacho ke kadam se hoga Badnam ho jisse desh apna Wo kam na humse hoga Ek daur naya duniya me shuru Bacho ke kadam se hoga Badnam ho jisse desh apna Wo kam na humse hoga
Ye ram aur shri krishan ki dharti Dharti budh mahan ki Dharti budh mahan ki Jug jug se is mitti Ne agwahi ki insan ki Agwahi ki insan ki Ye desh hai arjun bhim ka Tandav partap se vir ka
Kuch kar ke dikhayenge Kuch kar ke dikhayenge Hum kuch apne bhi dam se hoga Badnam ho jisse desh apna Wo kam na humse hoga
Yaha tulsi sur kabir aur meera Amar tarane ga gaye Amar tarane ga gaye Kalidas aur kavi vidhya Kati amrit ras barsa gaye Amrit ras barsa gaye Ye janam bhumi tegor ki Sab kaviyo me sirf mor ki
Kuch kar ke dikhayenge Kuch kar ke dikhayenge Hum kuch apne bhi dam se hoga Badnam ho jisse desh apna Wo kam na humse hoga
Yaha lala lazpatraye ne Uthkar dushman ki lalkara tha Uthkar dushman ki lalkara tha Mard maratha yahi par Sing saman dahada tha Sing saman dahada tha Aaye subhas aaye gandhi Chale prem ki ek aandhi
Kuch kar ke dikhayenge Kuch kar ke dikhayenge Hum kuch apne bhi dam se hoga Badnam ho jisse desh apna Wo kam na humse hoga Ek daur naya duniya me shuru Bacho ke kadam se hoga Badnam ho jisse desh apna Wo kam na humse hoga.