Duniya Ki Aisi Tesi Lyrics Ilzaam - Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aye pyar kiya hain pyar karege Duniya se ab to hum na darege Duniya ki aisi ki taisi Arey duniya ki aisi ki taisi Arey pyar kiya hain pyar karege Duniya se ab to hum na darege Duniya ki aisi ki taisi Arey duniya ki aisi ki taisi Dil diya dil liya to bura kya kiya Hey pyar kiya hain pyar karege Duniya se ab to hum na darege Duniya ki aisi ki taisi Arey duniya ki aisi ki taisi
Chhupke gunah to duniya kare Pyar ke sar ilzam lage Arey chhupke gunah to duniya kare Pyar ke sar ilzam lage Chal pe chal zamana chale Tohamat yaar ke naam lage Ha ab to bharam ye tut chuka hain Ab to bharam ye tut chuka hain Duniya ye duniya hain kaisi Arey duniya ki aisi ki taisi Dil diya dil liya to bura kya kiya Ha pyar kiya hai pyar karege Duniya se ab to hum na darege Duniya ki aisi ki taisi Arey duniya ki aisi ki taisi
Pyar ka kyu koi mol kare Pyar to pyar hain soda nahin Pyar ka kyu koi mol kare Pyar to pyar hain soda nahin Yaar ka pyar kharide yaha Aisa huya koi paida nahin Apne lahu ka soda kare ye Apne lahu ka soda kare ye Duniya ye duniya hain aisi Arey duniya ki aisi ki taisi Dil diya dil liya to bura Kya kiya ha ha ha Hey pyar kiya hain pyar karege Duniya se ab to hum na darege Duniya ki aisi ki taisi Arey duniya ki aisi ki taisi
Pyar pe juram to hote rahe Aaj nahin sadiyo se yaha Pyar pe juram to hote rahe Aaj nahin sadiyo se yaha Pyar ye marke bhi zinda rahe Pyar mita ye mita hain kaha Hey suli chada de zinda jala de Suli chada de zinda jala de Zulamo ki parwah hain kaisi Arey duniya ki aisi ki taisi Dil diya dil liya to Bura kya kiya ha ha ha Hey pyar kiya hain pyar karege Duniya se ab to hum na darege Duniya ki aisi ki taisi Arey duniya ki aisi ki taisi Duniya ki aisi ki taisi Arey duniya ki aisi ki taisi.