Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics Dost - Lata Mangeshkar
Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics Dost - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Ha ha duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai Kisi ki nazar buri bankar chhuri Jab dil peh chalti hai Hai rey bada majja hain Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai
Zindagi kya hai, ek tamanna hi toh hain Tamanna ki suno sahib yahi tarif hoti hain Yeh reh jaye jo dil mein toh badi taklif hoti hain To zindagi kya hain ek tamanana hi toh hain Aur yeh tamanana jab tadap Tadap kar sine sey nikalti hai Hai rey bada maja hain Duniya jab jalati hai, Hai rey bada maja aata hai
Zindagi kya hai, ek hasina hi toh hain Hasina sirf aurat ko nahi kehte jamane mein Yahi ek naam aakhir kyun Likha hain har fasane mein Toh zindagi kya hain ek hasina hi toh hain Aur yeh hasina jab pyar ki Sej par karwate badalti hai Hai rey bada maja hain Duniya jab jalati hai hai rey Bada majja aata hai Kisi ki nazar buri bankar Chhuri jab dil peh chalti hai Hai rey bada maja hain Duniya jab jalati hai hai, bada maja Bada maja aata hai.