Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain Lyrics Amar Kahani - Suraiya
Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain Lyrics Amar Kahani - Suraiya
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Song: Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
Movie: Amar Kahani
Singer(s): Suraiya
lyrics
(Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain) - 2
(Jhum-jhum kar diye ki baati Mere dil ko kare ishaara) - 2 (Jaan gayi main aane waala Hai tera saajan pyaara) - 2
Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain
(Jin galiyon se aaye balamawa Un galiyon mein nain bichhaayuun (Qadam-qadam par aashaaon ke Deep jalaati jaayuun) - 2
Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain
(Aaj raat aankhon-aankhon mein Kah dungi sab dil ki baatein) - 2 (Roz-roz kab aati hain ye Madur milan ki raatein) - 2
(Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain) - 2