Chanda Ki Chandani Lyrics Duniya Ek Sarai - Shamshad Begum
Chanda Ki Chandani Lyrics Duniya Ek Sarai - Shamshad Begum
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Duniya Ek Sarai
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Music Label: Columbia Records
Starring: Meena Kumari
Release on: null
lyrics
Chanda ki chandani Na suhaye to kya kare Haye kya kare Chanda ki chandani Har dum kisi ki yaad sataye To kya kare haye kya kare Chanda ki chandani
Aankho se aasuo se Aankho se aasuo se Tabassum se kah chuke Unki samjh mein baat na aaye To kya kare haye kya kare Chanda ki chandani
Kaliyo ko badlo ko Kaliyo ko badlo ko Sitaro ko de bata Mujhse bhi haal dil ka chhupaye To kya kare haye kya kare Chanda ki chandani
Hum hai ke teri raah mein Hum hai ke teri raah mein Aankhe bichha chuke Tu ek baar bhi na bulaye To kya kare haye kya kare Chanda ki chandani
Hum dil jala ke neend na aaye To kya kare haye kya kare Chanda ki chandani Chanda ki chandani na suhaye To kya kare haye kya kare Chanda ki chandani.