Bikhre Hain Sare Khwab Lyrics Dil Ke Qareeb - Penaz Masani
Bikhre Hain Sare Khwab Lyrics Dil Ke Qareeb - Penaz Masani
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dil Ke Qareeb
Singers: Penaz Masani
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Penaz Masani
Music Director: Penaz Masani
Music Label: Universal Music
Starring: null
Release on: 1st January, 1987
lyrics
Bikhre hain sare khwab Khayalat ki tarah Bikhre hain sare khwab Khayalat ki tarah Thehra hua hain Waqt siyaraat ki tarah Bikhre hain sare khwab
Udata hain mujhko dekh ke Deewaro ka rang Udata hain mujhko dekh ke Deewaro ka rang Badala hua hain Shehar bhi haalat ki tarah Badala hua hain Shehar bhi haalat ki tarah Bikhre hain sare khwab
Raaho mein jaane Kitane zamano ka ajs hain Raaho mein jaane Kitane zamano ka ajs hain Sadiya hain mere Samane lamhaat ki tarah Sadiya hain mere Samane lamhaat ki tarah Bikhre hain sare khwab
Aandhi guzar chuki hain Magar kis ko doon sada Aandhi guzar chuki hain Magar kis ko doon sada Har sheh bikhar gayi hain Mere saath ki tarah Har sheh bikhar gayi hain Mere saath ki tarah Bikhre hain sare khwab
Rashiq kaha pe laayi hain Phoolo ki aarzoo Rashiq kaha pe laayi hain Phoolo ki aarzoo Patthar bhi ab azizi hain Augaat ki tarah Patthar bhi ab azizi hain Augaat ki tarah Bikhre hain sare Khwab khayalat ki tarah Thehra hua hain Waqt siyaraat ki tarah Bikhre hain sare khwab Khayalat ki tarah.