Bhagwan Ne Apne Jaisa Lyrics Chhota Bhai - Lata Mangeshkar
Bhagwan Ne Apne Jaisa Lyrics Chhota Bhai - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Bhagwan ne apne jaisa Bhagwan ne apne jaisa Har ek insaan banaya Ye juth kidhar se aaye Ye paap kaha se aaya Bhagwan ne apne jaisa
Wo kya hai ik kiran hai Jo dur kare andiyare Jo dur kare andiyare Baate uska ujiyaara Ye suraj chand sitare Usne har jyot jlayi Usne har deep jalaya Bhagwan ne apne jaisa Har ek insaan banaya Bhagwan ne apne jaisa
Duniya me janam khud lekar Jeevan ki reet banayi Jeevan ki reet banayi Banke khud meet sabi ka Ishwar ne preet banayi Jivan dene wale e Jina bhi hume sikhlaya Bhagwan ne apne jaisa Har ek insaan banaya Ye juth kidhar se aaye Ye paap kaha se aaya Bhagwan ne apne jaisa Har ek insaan banaya Bhagwan ne apne jaisa.